Wednesday 21 March 2012

Tum log Yateem ki khatir nahi kartey aur na Miskeen ko khana khilaney ki tagheeb detey ho

BISMILLAH-IRRAHMAN-NIRRAHIM



Urdu Translation:
Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska parwardigar usko Aazmata hai to usey Ezzat deta aur Naimat bakshta hai to kahta hai ki 
Mere RAB ne mujhe Ezzat bakhshi aur Jab ( dusri tarah) Aazmata hai ki us par rozi tang kar deta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Zaleel kiya, 
Nahi balki tum log Yateem ki khatir nahi kartey aur na Miskeen ko khana khilaney ki tagheeb detey ho aur Meeras ke maal samet kar kha jatey ho
 aur Maal ko bahut hi Azeez rakhtey ho
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20

English Translation:
As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. 
But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness 
and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, 
And you love wealth with much love.
Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20

No comments:

Post a Comment