Urdu Translation:
'Imran bin Husain Al-Khuza'I Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RASOOLALLAH Sallallhu Alaihi Wasallam ne ek Aadmi ko dekha ki Alag khada hua hai aur Logon ke saath Namaz mein sharik nahi ho raha AAP Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Eh falah tumhey logon ke saath Namaz parhney se kis cheez ne rok diya usney Arz kiya ya RASOOLALLAH Sallallhu Alaihi Wasallam main Junubi hu (Yani mujhe Ghusal ki jarurat hai) aur pani nahi hai AAP Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir tumko paak Mitti se tayyamum karna jaruri tha , wo tumhareyliye kaafi ho jata
Sahih Bukhari, Vol1, 318
English Translation:
No comments:
Post a Comment