BISMILLAH-IRRAHMAN-NIRRAHIM
Urdu Translation:
Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RASOOLLALLAH Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raham-e-Madar mein ( Yani Maa ke Pait mein) ALLAH Taala ne Ek farishta Muqarrar kiya hai , wo kahta hai Eh RAB ye nutfa (Semen) hai , Eh RAB ab ye Alqa (Clot) ho gaya hai, Eh RAB ab ye Mudhga (little lump of flesh) ho gaya hai , phir jab Allah chahta hai ki uski Khalqat puri karey to (Farishta) puchta hai ladka hai ya ladki ?, Bad Bakht ya Neik bakht ? Rozi kitni milegi ? aur Umar kitni hai. Phir Maa ke pait mein hi ye Tamam Baatein likh di jati hai .
Sahih Bukhari, Vol1, 318
English Translation:
No comments:
Post a Comment